Aa bhi jao ki zindagi kam hai,
tum nahi ho to har Khushi kam hai,
Wada kar ke ye koun aya nahi,
shaher me aaj raushni kam hai,
jane kya ho gaya hai mausam ko,
dhup jyada hai chandni kam hai,
aina dekh kar Khayal aya,
aaj kal un ka pyar kam hai....!
No comments:
Post a Comment